Tha bohat khush Bhula k mujhe

Tha bohat khush Bhula k mujhe....
Aaj roya galay Laga k mujhe....

Us ne pehla sawaal ye Pucha...?
Tum ko kesa Laga ganwa k Mujhe....


Mujh ko pathar Bana k kehta hai....
Jaan! Dekho na Muskura k mujhe....

Zindagi ne tu Azmaya hai....
Tum B daikh Lo Azmaa k mujhe....

Us ne rasta Badal Lia apna....
Peyar ki rah par Chala k mujhe....


 

Comments

Popular Posts