Ay Matata-E-Nazar
Ay Matata-E-Nazar.
Tera Hona Meri Zaat Se Is Tarhan Munsaliq Hai,
K Jaise Kisi Seep Ki Aabru Us K Goher Se Hai,
Jaise Parchai Ka Rabt Kisi Paiker Se Hai,
Jis Tarhan Rang Meh Jaam-O-Sager Se Hai,
Main Bolta Hon To Tere Sukhan Ki Inayat Hai Ye,
Main Dekhta Hon To Teri Nigaah Ki Karamat Hai Ye,
Main Ager Chup Hon To Teri Mohabat Hai Ye
*****Main Sumandar Nhi*****
Jo Kinaron Se Niklon To Abadiyon Me Qayamat Mache,
Main Muqadar Nhi,
Jo Badalta Rahon Bin Kahe Bin Sune

Comments