kitna yad aatay ho

Suno!

Tum aksr sochtay ho gay"

"Hum tumhe yaad nhi krtay"

"Tumhe hum bhool jatay hain"

"Mgar ye bhool tumhari hy"

"Asal mein baat kuch yun hy"

"K jab tum yaad aatay ho"

"To kuch b yaad nahi rehta"

"Or tumhari yaad mein kho kr"

"Hum batana bhool jatay hai

"K tum kitna yad aatay ho,
 
 
 
 
 

Comments

Popular Posts