Wehshat-e-Agahi Hai Fasana Meri Ruswai Ka Aashiq-e-Zar Hoon Ek Aah Howe Sehrai Ka
Wehshat-e-Agahi Hai Fasana Meri Ruswai Ka...!
Aashiq-e-Zar Hoon, Ek Aah Howe Sehrai Ka...!
Pao Zindaan Se Na Nikle Tery Sodai Ka...!
Daag Dil Mein Raha Lalaa Sehrai Ka...!
Bosa Chasham-e-Gizalaa Mujhy Yaad Aaty Hain...!
Nahi Bhola Main Maza Meva Sehrai Ka...!
Yehi Zanjeer Ke Naale Se Saada Aati Hai...!
Qaid-Khany Mein Bura Haal Hai Sodai Ka...!
Ek Pari Ko Bhi Na Sheshy Mein Utara Main Ny...!
Yaad Kiya Aaye Gi Is Gumbad-e-Menai Ka...?
Shehar Mein Qafla Pemai Bahut Ki, Dost...!
Ab Irada Hai Mera Bariya Pemai Ka.

Comments