kabhi khud pe kabhi halat pe rona aaya kabhi khud pe

















kabhi khud pe, kabhi halat pe rona aaya
kabhi khud pe kabhi khud pe, kabhi halat pe rona aaya baat nikli, to har ik baat pe rona aaya baat nikli, to har ik baat pe rona ham to samajhe the ki ham bhul gaye hai unko ham to samajhe the ham to samajhe the ki ham bhul gaye hai unko kya hua aaj, ye kis baat pe rona aaya kya hua aaj, ye kis baat pe rona aaya kabhi khud pe, kabhi halat pe rona kisliye jite hai ham kisliye jite hai ham kiske liye jite hai baarha aise savaalaat pe rona aaya baarha aise savaalaat pe rona aaya kabhi khud pe kaun rota hai kisi aur ki khatir ai dost kaun rota hai kisi aur ki khatir ai dost sabko apni hi kisi baat pe rona aaya sabko apni hi kisi baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe, kabhi halat pe rona aaya baat nikli, to har ik baat pe rona aaya kabhi khud pe

Comments

Popular Posts