KHWAB...........

Wo chaand jo mera hamsafar tha
Doori k ujaar janglon main
Ab meri nazar se chup chuka tha

Ek umr se man malool-o-tanha
Zulmaat ki rahguzaar main hoon
Main agay barhon k loat jaoon
Kya soch k ....intizar main hoon
Koi b nahi jo ye bataye
Main kaun hoon kis dayaar main hoon..............!

Comments

Popular Posts