Tajdar e haram oh nigah e karam Lyrics - Atif Aslam

Kismat mein meri chain se jina likh dey,
Doobey na kabhi mera safeena likh dey,
Jannat bhi gawara hai magar mere liye,
Aye Katib e Taqdeer madina likh dey,

Tajdar e haram,

Tajdar e haram oh nigah e karam, (x2)

Hum gareebon ke dil bhi sanwar jayenge,
Hamiy e baikasan, kya kahe ga jahan,
Hamiy e baikasan, kya kahe ga jahan,
Aap ke dar se khali agar jayenge,

Tajdar e haram (x2)

Koi apna nahi gham ke maare hain hum, (x2)

Aap ke darr pe fariyad laye hain hum,
Oh nigah e karam varna chokhat pe hum,
Oh nigah e karam varna chokhat pe hum,
Aap ka naam le le ke mar jayenge,

Tajdar e haram (x2)

Kya tumse kahoon ae Rab ke,
kunwar tum janat ho man ki battiyaan,
Dar e furqat toh aye ummi laqab,
Kate na katath hai ab ratiyaan,

Tori preet mein sudh bhud sab bisri,
Kab tak rahegi yeh bekhbari,
Daah e ka pigan duzdi da nazar,
Kabhi sun bhi toh lo humri batiyaan,

Aap ke dar se koi na khali gaya, (x3)

Apne daaman ko bhar ke sanwali gaya (x2)

Ho habeeb-e-hazin,

Ho habeeb-e-hazin par bhi aaqa nazar,
Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge, (x2)

Tajdar e haram (x2)

Maikashon aao aao.. madiney chalen,

Madiney chalen, (x3)

Maikashon aao aao.. madiney chalen,

Madiney chalen, (x3)

Aao madiney chalein,
Aao madiney chalein.. isi mahiney chalein,
Aao madiney chalein, (x2)

Tajalliyon ki ajab hai fazaa madiney mein, (x2)

Nigah-e-shauk ki hai inteha madiney mein, (x2)

Gham-e-hayat na khauf-e-khazaa madiney mein, (x2)

Namaz-e-ishq karenge adaa madiney mein (x2)

Barah-e-raas hai raahe-e-khuda madiney mein,

Aao madiney chalein,
Aao madiney chalein.. isi mahiney chalein,
Aao madiney chalein,

Maikashon aao aao madiney chalen, (x2)

Dast-e-saakhi-e-kausar se peene chalen (x2)

Yaad rakho agar, (x4)

Uth gayi ik nazar,
Jitney khali hain sab jaam bhar jayenge,

Yaad rakho agar uth gayi ik nazar, o nazar,
Jitney khali hain sab jaam bhar jayenge,

Tajdar e haram (x2)

Khauf e toofan hai bijliyon ka hai darr, (x2)

Sakht mushkil hai aaka kidhar jayein hum, (x2)

Aap hi agar na lenge humari khabar,
Hum musibat ke maare kidhar jayenge, (x2)

Tajdar e haram (x2)

Ya mustafa.. ya mujtaba..
Eraham-lana.. eraham-lana
Dast-e-hama.. bechara ra
Daama tuhi.. Daama tuhi
Mann aasiyam, Mann ajizam
Mann bekasam, Haal-e-mara
Pursa tuhi, pursa tuhi.. pursa tuhi..

Aye mushtub-e-zambar fishaan,
Paike naseem-e-subha dum,
Aye charagar insanafas,
Aye munise beemar-e-gham,
Aye kaasid-e-parkhundapaye,
Tujhko usi gul ki kasam,

Ibnil tayari has saba,
Yauman ila-ar-dil-haram,
Ballib salami roza tann,
Fi-han nabi-al-mohtaram,

Tajdar-e-haram ho nigaah-e-karam (x2)

Hum ghareebon ke din bhi sanwarjayenge

Haami-e-bekasaan kya kahega jahan (x2)

Aap ke darr se khali agar jayenge,

Tajdar e haram (x3)


Comments

Popular Posts